Delete Files ko Recover kaise kare Computer me - Rockpcinfo

Delete Files ko Recover kaise kare Computer me


Delete Files ko Recover kaise kare Computer  me
Hiii Friends….
How r u all..?
Mai  Ajay Maurya ek baar fise aapka swagat karta hoon.
Dosto aajkl itni busy life me hamara every minut bahut hi important hota hai. Or is busy life me har mobile aur computer ek  bahut jarrorat ki chhej ho gyi hai or jaydatar logo ki to jaan hi computer or mobile me Latki hoti hai fir wo chahe Girlfriend ka Photo ho ya Best Friend ke sath party ki video har chheej important ho gyi hai. Aajkl hum apni jaydatar documents ko bhi computer me hi save karke rkhte hai Word file me ya fir PDF File bana ke. Agar hamari ye ek bhi file delete ho jaati hai to kya feel hota hai ye baat btane ki jarrorat nhi…..




Accha chalo to ab mai btata hu ki kaise hum apni kisi bhi Document/Video/Picture/Audio ya kisi or ko delete hone ke baad unko recover kaise kare.

How to Recover Deleted File.



Step 1:- Sabse pahle Aap Recuva software ko download karenge.

Step 2:- Recuva ko ab install karenge.
Ab aapko Recuva shortcut aapke desktop screen pe dikhega.





Step 3:- Aapko ab recuva ko open karna hai.

 

Step 4:- Ab aapko next karna hai.

 







Step 5:- yah ape aapko file type select karna hai.Jaise agar aapki delete file Picture hai to pictures select karo or agar aapko saari files recover karni hai to all files pe hi next kar do.

 

Step 6:- ab agar aapko apni delete file ki location  pta hai to In a Specific location pe click karo otherwise I’m not sure par click karo.
 

Step 7:- ab aapko bas last baar stat karna hai or aapki saari deleted files scan hone lagengi.
Scan ke baad ek
 

Ab aap is picture ko acche se dekhiye or jaha pe click1 likha hai waha pe aapki delete files hongi aapko select krna hai unko or uske baad jaha pe click2 likha hai waha pe click karne se aapki files recover honi start ho jayegi bas uske liye aapko ek location deni hogi aage pic me dekhiye.




 

Jaisa ki aap dekh pa rahe hai ki maine location select kar di hai ab ok press kar dene se aapki selected file recover ho jayegengi.
Post padhne ke liye Shukriya, aapko ye post kaisi lagi  neeche comment karke jarror bataye aur agar aapko upar kisi step me problem aa rahi hai to comment kijiye mujhe aapki madad karke khushi milegi.

Thank You……..!




2 comments:

  1. Bhai kisi k what's up k use k meain iski chatting k kesay dekhy bina cellphone me application download kiye yani cellphone Lena possible na hu to btaye

    ReplyDelete