uTorrent ko Free me Premium kaise banaye | How to make uTorrent Premium without Money | uTorrent Premium Free - Rockpcinfo

uTorrent ko Free me Premium kaise banaye | How to make uTorrent Premium without Money | uTorrent Premium Free

Hey Guys welcome to Rockpcinfo, Dosto aap sabhi ne uTorrent ke baare me to suna hi hoga agar nhi suna hai to abhi meri purani post Torrent se movie download kare ko jarror padhe.



Dosto jaisa ki aapko pta hi hoga jo jaydatar hum applications ya software use karte hai wo ya to trial version hote hai iske alawa kuch apps aise bhi hai jo free me hi sab kuch provide karte hai jaise Whatsapp sabse bda example hai free application ka but saare log whatsapp ke owner jaise thode na hote hai jo sab kuch free me provide kar denga to usko khareedne ke liye humko simply unki membership ya fir uska one year ya two year tak ka paid version mil jata hai kuch paiso se.




Paid version me humko bahut saari cheeje advance milti hai agar mai baat karu uTorrent ki to aapko Premium me koi bhi ad nhi dikhega lekin agar aap trial version use kar rhe hai to ho sakta hai aapka data ads dekhne me hi chala jata ho aur inhi ads se unko kamayi hoti hai. Lekin aaj mai aapko simply kuch steps me uTorrent ko Premium karke de dunga aur wo bhi one ya two year ke liye nhi poori life ke liye
to chaliye Start karte hai

Free me uTorrent ko Premium Kaise Kare

 
Steps start karne se pahle mai aapko bta doon ki isme aapko torrent use karna padega aur agar aapne abhi tak meri post Torrent se software kaise download kare jarror padhe
Step 1- Neeche link se uTorrent ki Rar File ko Download kare VPN ka use karke.








Step 2- File Download karne ke baad isko Extract karne ke liye aapko WinRAR naam ke ek software ko download karna hoga, agar wo aapke laptop me install nhi hai. 








Step 3- Ab Simply File ko Extract kar lo. Jaisa ki neeche Pic me Dikhaya gya hai.
Step 4- Ab aapko uTorrent ko install karna hai.




Step 5- Pro Folder ko open karke sabhi file ko Ctrl+A press karke Ctrl+C press karke Copy kar lo. Ya fir Neeche pic me dekhker Sabko Copy kar lo
Step 6- Ab Desktop par jaake uTorrent ke icon par right press karke Open file location par Click karo
Step 6- Ab yaha par aap simply kahi side par Right Click karke saari Files ko Paste kar do
Ho sakta hai koi error aapko show kare to bas simply aapko use Skip karna hai. 




Step 7- Ab aap apne Computer/Laptop ko restart karke uTorrent Premium ka enjoy le

I Hope ke ye information aapke kisi kaam aayi hogi aur isi tarah ki Computer Mobile se related information ke liye visit karte rahe Rockpcinfo.blogspot.com ko aur saath hi apne friends ke saath bhi share karte rahe kyuki ho sakta hai ye unke bhi kaam me aa jaaye aur haan agar Post acchi lagi ho to Comment jarror kare. Aur aise hi post aapko milte rahenge