Hello friends kaise hai aap sab...
Dosto hum sab rozana mobile ka use karte hai Computer aur Laptop ka bhi use karte hi honge. jab hum koi naya Mobile, Laptop, Tablet lete hai to sabse pahla jo humara question hota hai wo hota hai RAM kitni hai uske baad Camera ya jo bhi humari requirement hoti hai wo wo hum dekhte hai bt dosto kya aapko pta hai ROM ke baare me..?
Agar aapko nhi pta hai to jarror padhiye aur agar pta bhi hai tab bhi dekhiye kya pta aapko kuch alag pata lag jaye to chaliye start karte hai....
#RAM(Random Access Memory)
To dosto sabse pahle hum baat karenge
Internal (Main) Memory ki ji haan dosto Internal Memory me hi RAM or ROM dono aate hai or ye computer ya Laptop ya Mobile ki Internal Memory ke part hai.to Ab jaisa ki aapko pta hi hai RAM ki jo full form hai Random Access Memory usse bhi kaafi kuch clear ho raha hoga. RAM hmare data ko Randomly access karta aur agar suddenly hamara Laptop ya Computer Off ho jaye to ye Data ko Erase(Delete) kar deta hai. Jaise ki agar aap MS-WORD par kuch type kar rhe hai or suddenly system off ho jaye to aapka sara data lost ho jayega or aapko firse Starting se Data type karna hoga hai. RAM ek temporary memory ka kaam karti hai jo sirf Running time me hi use me aati hai isiliye aapne dekha hoga jab humare computer me ya Mobile me processing slow hoti haibwo RAM ki wajah se hota hai.

Hacking Kya Hai | Hacking se Protection
Delete Files Ko Recover Kaise Kare
#ROM(Read Only Memory)
Ab baat karte hai ROM ki...
ROM ek Read Only type ki memory hai jo humare data ko read karne ka kaam karti hai aur ROM Computer ke off hone par Data ko lost na hone deti...ROM par humara data kabhi bhi Lost nhi hota hai jaise ki hum agar baat kare to humare computer ya Mobile me hum ek baar jo time set kar dete hai or uske baad agar wo switch off karke 10-15 din tak bhi rakh le or uske baad open kare to dekhenge ki jo time hona chahiye tha wohi hai...

Maan lo humne Monday ko 10 baje mobile off kar dia or uske baad Tuesday ko 6 baje on kiya to usme time and date Tuesday ki hogi na ki Monday ki...to ROM ka jo main kaam hai hai wo humare data ko read karna aur iske sath hi ye Data ko lost na hone deta hai. ROM ek Nonviolent Memory hai.
Pandrive ko Bootable Kaise Banaye
To dosto ye thi aaj ki post jisme humne RAM or ROM ke baare me padha...aapko ye post kaisi lagi comment kareke jaoor bataye...
Thank You Friends Keep Supporting...