Laptop se koi Bhi Website Kaise Block Kare | Apne PC se koi bhi website kaise Block Kare | Block Website from PC - Rockpcinfo

Laptop se koi Bhi Website Kaise Block Kare | Apne PC se koi bhi website kaise Block Kare | Block Website from PC

Welcome to rockpcinfo to dosto jaisa ki aapko pta hi hoga Government jab bhi chahe kisi website ko ban kar deti hai but ye hota kaisa hai kya aapko pta hai? agar nhi pta hai to mai hoon na aapko btane ke liye. Jaisa ki aap sabhi ko pta hi hoga hmaare India me bahut saari websites ban hai wo ban kyu hai iss baare me to aapko pta hi hoga but ban kaise ki iss baare me mai aapko btata hoon.


Agar aapke School ya College me rule strict hote hai to waha par bhi aapka school department Mobile ke network band karne ke liye Jammer ka use karta hai same isi tarah Government bhi Telecom company ko bolti hai ki aap iss website ko apni sim se nhi kholenge to ye to kaam karta hai Network Provider but agar usko permanent ban karna hota hai to seedhe jaha se india ka sara network aata hai us usse hi kuch websites ko ban kar diya jata jaisa ki aapko pta hi hoga agar kahi kisi baat ko log jhagda ho jata hai aur wo jhagda kaafi bada ho jaaye to waha par sabse pahle jo band hota hai wo hai internet kyuki internet se kitna kuch ho sakta hai is baat ko btaane ki mujhe jarrorat hai nhi.


To dosto aaj mai btaunga aapko ek simple trick jiski wajahs se aap apne laptop me koi bhi website badi hi aasani se block kar sakte hai to Challiye Shuru karte hai.


Laaptop se koi Bhi Website Kaise Block Kare | Apne PC se koi bhi website kaise Block Kare | Block Website from PC


Step1. Sabse pahle to aapko Start par jaake notepad search karna hai aur Notepad ko administrator mode par Open karna hai






Step2. Ab aapko notepad par ek file open karni hai ya fir aap CTRL+O press kare

Torrent se new Movie Download kare

Windows ko Kaise Activate kare





Step3. Ab aapko yaha par ek file open karni hai jo aapko System32 ke andar Drivers naamke folder ke andar etc naam ke folder me hai ya fir aap iss path ko Copy  apne pc ke path me paste kar de C:\Windows\System32\drivers\etc.







Step4. Ab aapko neeche all files par click karna hai





Top Mobile Games

Banned Websites ko kaise Chalaye





Step5. Ab aapko hosts naam ki jo file show kar rhi hai uss file ko open karna hai aur usme aapko neeche aapka IP Address show kar raha hoga. Aapko apna Ip Address copy karke new line me paste karna hai aur uske baad aapko space dena hai aur uss website ka naam likhna hai jisko aap apne Laptop ya computer se block karna chahte ho aur uske baad aapko simply save karna hai.


Ab aap dekhenge ki aapne apne PC se website ko block kar diya hai aur haan yaad rahe Notepad ko Administrator mode par hi open karna hai nahi to ye file open nahi hogi.




Agar aapko ye post pasand aayi ho to apne dosto ke saath bhi isko share karo aur agar koi bhi kisi tarah ka uestion hai neeche comment kare iske saath hi aur jaankari ke liye Rockpc Info par visit kar rhe.

Thank you.