Hello Friends.. Aaj mai aapse baat karunga Windows Activation ke baare me waise mai iss baare me pahle bhi ek post likh chuka hu lekin kuch logo ka mujhe mail aaya aur btaya ki CMD bala method unke me kaam nhi kar raha to maine fir iske baare me aur thoda search kiya aur fir maine finally iska solution nikaal liya lekin time ki kami ki wajah se ye post aapko thoda late mil rhi hai.
Sabse pahle to aap meri pahle ki post padhne ke liye yaha par Click Kare
#Guranteed Windows ko Activate Kare
Step 1. Sabse pahle to Microsoft Toolkit ko download kare.
Download Microsoft Toolkit
Step 2. Download karne ke baad Microsoft Toolkit ko apne Computer/Laptop par Install kare.
Step 3. Install ke aapkpo kuch iss tarah ki Window(Picture) Dikhegi. Aapko Windows ke icon par click karna hai jaisa pic me dikhaya gya hai.
Step 4. Aapko ek tab dikhegi Activate naam ki simply uspar click karna hai.
Mobile se Paisa Kamaye
Youtube par Viewing Time Kaise Badhaye
Step 5. Aapko ek button dikhekha Activate ke naam se uspar click kaarna hai.
Congratulations aapki windows activate ho gyi hai aur agar aapko check karna hai ki aapki windows activate hai ya nhi to sabse pahle to aap start me jake settings me jaye ya fir Ctrl+I press kare.
ab aapko last baali tab Update & Security me click karna hai.
ab apko Activation Tab par click karna hai.
ab jaisa ki aap dekh pa rahe hai aapko dikhega Windows Activated.
GB Whatsapp KE Kuch Special Features
Youtube Se Video Download Kaise Kare
To ye thi meri aajki post aur agar upar likhe saare steps me se agar aapko koi bhi samajh me na aa rha ho ya samjhne me dikkat ho rahi ho to comment kare mai aapka jabab dunga aur sath me hi apne friends ke sath bhi share kare.
Thank You...